Friday, September 16, 2011

Jan Lokpal Bill 2011… …

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Janta Bechari Ka Hain Khasta Haal… …
Ghuns Dekhar Bhi Na Banta Kaam… …
Kiske Aage Jaye Ye Lachaar… …

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Loot Khasot, Har Taraf Machi Hain… …
Logon Ka Khoon Chuss Rahi Hain… …
Nange Bhukon Ke Jaise Subh… …
Jebh Sabhki Tatol Rahe Hain… …

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Police Bechari Hain Harian… …
Janta Ka Hain Ye, Kaisa Umdhaan… …
Yahan Gali Muhalle Aur Maidan… …
Sabh Mein Hain Bus Ek Yehi Uffaan… …

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Mantri Gan Hain Pareshan… …
Janta Ka Kya Hain Isme Kaam… …
Kanoon Banana Sansad Ka Kaam… …
Kanoon Mein Rehna Janta Ka Hain Kaam… …

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Sansad Mein Hain Ha Ha Kar… …
Bajapa Congress Sabh Ek Saath… …
Janta Bhi Samajh Gayi Hain Yeh Sabh… …
Taar Judein Hain Inke Gadbad… …

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Jan Jan Ka Ye Nara Hain… …
Lokpal Hi Lana Hain… …
Jokepal Ko Rakho Tum Sambhal… …
Jiske Vote Uska Lokpal… …

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Lokpal Ho Janta Ka… …
Jiske Pankh Ho Ek Samaan… …
Pradhan Mantri Ka Bhi Padh Jo… …
Dekh Sakhe Jo Sabh Ke Samaan… ….

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Citizen Charter Ka Ho Bakhan… …
Kaam Karna Hi Toh Babu Ka Hain Kaam… …
Na Ho Abh Suvidha Shulk Ka Naam… …
Jab Tankhawa Badh Rahi Manehgayi Ke Saamaan… …

Jan Lokpal Bill, Bharat Ka… …
Bhrashatachar Mitaa Payega… …
Jan Jan Ki Ye Bhawna… …
Asal Satkar Kara Payega… …

Surya Prakash Arya
Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com/91-94120-53135
Dehra Dun, Uttarakhand, India

No comments:

Post a Comment