Tuesday, March 30, 2010

The Maze of Life….

We wonder all the time,
What life is all about?
We knee down, we walk around,
To understand,
The Maze of Life….

Is it the fauna?
Or is it the flora?
But in the maze of fauna and flora,
We turnaround, we turnaround,
To understand,
The Maze of Life….

Sometimes up,
Sometimes down,
Sometimes left and,
Sometimes right,
It is like the crossroad,
Where you and me,
Always roam around,
To understand,
The Maze of Life….

Morning light, and evening dark,
This is all in a day and night,
Sun rises in the east
And sun sets in the west,
But who cares, when we are light,
We are out,
To understand,
The Maze of Life….

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Monday, March 29, 2010

Yeh Kaun Mujhe Roktein Hain….

Yeh Kaun Mujhe Roktein Hain….
Yeh Kya Mere Apne Hain,
Ya Yeh Koi Paraye Hain,
Sochta Hun Mein Aksar….

Kyon Badalon Sa, Chaaya Hain,
Dilo Demaag Mein Mere,
Yeh Apno Ka Pyar Hain,
Ya Hain Yeh Darr Ander Mere….

Sochta Jitna Hun, Khojata Utna,
Samaj Nahi Aata Yeh,
Kho Kyon Mein Inta Jata,
Kyon Rahti Inti Kashamsh….

Saagar Jisa Vishaal Hain,
Kya Mera Dil Bhi Inta,
Apno Apno Ke Pyar Ke Khatir,
Kyon Bujha Bujha Mein Inta….

Moh Kyon Hain Yeh Itna,
Kyon Nahi Todd Pata Mein Sapna,
Yeh Sapne Shayad Mere Hain,
Tabhi Toh Sanjoye Rakha Hain Inta…

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Aane Wala Kal….

Swarnim hoga “Aane Wala Kal”
Umeedon se bhara, Jo hoga kharaa,
Sapno sa sach, Apno ka sub,

Phhaldai hoga “Aane Wala Kal”
Khusiyon se bhara, Sadiyon se vichara,
Tumhara yeh apna, Mera yeh apna,

Pyara hoga “Aane Wala Kal”
Jahan hum honge, Aur hamare honge,
Milange, Jhumenge, Aur Gayenge,

Masoon hoga “Aane Wala Kal”
Jahan bacche hasege, Kilkariya gunjege,
Bacche honge, Aur hongi unki masumiyat,

Rangeen hoga “Aane Wala Kal”
Phool honge, Aur hongi unki kyariyan,
Genda hoga, Chameli hogi, Aur hoga Gulab,

Bhaktimya hoga “Aane Wala Kal”
Ishwar hoga, Aur hoga uska upasak,
Ram hoga, Rahim hoga, Yeshu hoga, Aur hoga Nanak

Kuchh aisa hoga “Aane Wala Kal”…

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Dil Toh Abh Bhi Dhadakta Hain….

Woh dard kahan chupaun,
Woh dhadkan kahan dabaun,
Dil toh ahi bhi dhadkta hain,
Yeh Saanse toh abh bhi chalti hain….

Jab chuta tha saath tera,
Tab tutta tha dil mera,
Betabi thi kya bataun,
Roya tha mein kya bataun,
Dil toh tabh bhi dhadkta tha,
Yeh saans toh tabh bhi chalti thi….

Din the sune, raatein thi tanha,
Hosh na tha mujhe, hosh na tha mujhe,
Besudh tha mein din raat,
Besudh thi tu din raat,
Dil toh tabh bhi dhadkta tha,
Yeh saans toh tabh bhi chalti thi….

Na samajhna mujhe bewafa,
Mein toh nibhya vaada,
Tune joh dil se kaha,
Meine toh kiya usey pura,
Dil toh abh bhi dhadkta hain,
Yeh saanse toh abh bhi chalti hain….

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Sunday, March 28, 2010

Yeh Pal

Yeh Pal, Jilo Isko Har Pal…
Kal Ho Na Ho Yeh Pal,
Yeh Pal, Sukh Dukh Hote Hain, Har Pal,
Kushh Hoke Jiyo Yeh Pal,

Pal Pal Hota Hain Imtihaan,
Aaj Kal Kyon Hota Pareshaan,
Yeh Pal Toh Guzar Jayega,
Jaise Guzarti Hain Raat,

Pal Pal Hota Hain Shor,
Aaj Kal Kyon Hota Bore,
Yeh Pal Toh Hain Masti Ka,
Kyon Na Kartu Aisho Aaram,

Pal Pal Hota Hain Pyar,
Aaj Kal Kyon Na Hota Ikrar,
Yeh Pal toh Hain Pyara,
Kyon Na Kartun Tu Isko Tera,

Pal Pal Hota Hain Rog,
Aaj Kal Kyon Hota Yog,
Yeh Pal Toh Chodd Rog Yog,
Kuchh Toh Karle Abh Bhog,

Pal Pal Hota Hain Vida,
Aaj Kal Kyon Hota Ruaan,
Yeh Pal Toh Hain Khuda,
Karle Isko Tu Apna Ya Khuda,

Yeh Pal, Jilo Isko Har Pal…
Kal Ho Na Ho Yeh Pal,
Yeh Pal, Sukh Dukh Hote Hain, Har Pal,
Kushh Hoke Jiyo Yeh Pal,

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Dil Hi Dil Mein

Dil Hi Dil Mein, Tumhe Chahta Hun,
Dil Hi Dil Mein, Tum Pe Marta Hun,
Dil Hi Dil Mein, Tumhe Pyar Karta Hun,

Bahut kuchh kehta hun, Woh bhi Dil Hi Dil Mein….
Bahut kuchh sochta hun, Woh bhi Dil Hi Dil Mein….
Na Jaane Kaise Yeh Ho Jaata Hain,
Sochta hun mein Dil Hi Dil Mein,
Aur pata who tumhe ho jaata hain….

Shayari karta hun, woh bhi Dil Hi Dil Mein….
Ibadat karta hun, woh bhi Dil Hi Dil Mein….
Na jaane kaise pure hote khawab,
Ibadat karta hun hun Dil Hi Dil Mein,
Iss duniya ne sach hi kaha ki Khuda Hain….

Kasamein khata hun, woh bhi Dil Hi Dil Mein….
Vaade karta hun, woh bhi Dil Hi Dil Mein….
Na jaane kyon nahi tutt te yeh vaade,
Vaade karta hun Dil Hi Dil Mein,
Aur mein tumhara hota chala jata hun….

Abh toh Dil Hi Dil Mein, Tumhe Chahte Rahenge….
Abh toh Dil Hi Dil Mein, Tum Pe Marte Rahenge….
Abh toh Dil Hi Dil Mein, Tumhe Pyar Karte Rahenge….

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Friday, March 26, 2010

Yeh To Sab Upper Wale Ka Hain

Kya Yeh Tera Hain, Kya Yeh Mera Hain,
Yeh To Sab Upper Wale Ka Hain….

Jaanta Hun Yeh Mein, Jaanta Hain Tu Yeh,
Jeewan Mera, Pran Uske,
Phir Kya Yeh Tera Hain, Phir Kya Yeh Mera Hain,
Yeh To Sab Upper Wale Ka Hain….

Dharti Uski, Akash Uska,
Jal Uska, Haawa Uski,
Phir Kya Yeh Tera Hain, Phir Kya Yeh Mera Hain,
Yeh To Sab Upper Wale Ka Hain….

Janm Usne Diya, Jaan Bhi Wo Lega,
Hum Toh Bus Karm Kare, Hum Toh Bus Jeewan Jiye,
Phir Kya Yeh Tera Hain, Phir Kya Yeh Mera Hain,
Yeh To Sab Upper Wale Ka Hain….

Na Hain Yahan Kuchh Atal, Na Hain Wahan Pe Dakhal,
Phir Bhi Mein Baat Karmo Ki, Karta Hun Har Pal,
Phir Kya Yeh Tera Hain, Phir Kya Yeh Mera Hain,
Yeh To Sab Upper Wale Ka Hain….

Jeewan Anmol Hain, Jee Iss Ko Dil Khol Kar,
Kya Pata Kab Ho Jaye Ye, Pal Bhar Mein Udanchu Chal,
Phir Kya Yeh Tera Hain, Phir Kya Yeh Mera Hain,
Yeh To Sab Upper Wale Ka Hain….

Kya Yeh Tera Hain, Kya Yeh Mera Hain,
Yeh To Sab Upper Wale Ka Hain….

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

It’s Great To Be Alive

It’s Great To Be Alive

What a strong feeling to be alive….
What a lovely feeling to be alive….
Coz’I understands “It’s Great To Be Alive”….

Every-day I wake up,
I look up the sky,
Azure makes me feel good,
I thank God,
Coz’I understands “It’s Great To Be Alive”….

Wherever I go,
I appreciate every life,
It’s his creation,
I thank God,
Coz’I understands “It’s Great To Be Alive”….

Whenever I am happy,
I share it everybody,
As it has to be shared,
I thank God,
Coz’I understands “It’s Great To Be Alive”….

When sadness overshadow me,
I keep it to me,
To kill it inside me,
I thank God,
Coz’I understands “It’s Great To Be Alive”….

What a strong feeling to be alive….
What a lovely feeling to be alive….
Coz’I understands “It’s Great To Be Alive”….

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

I Dream

I Dream with my eyes open….
I Dream with my heart open….
I Dream with my ears open….

I Dream to sail across the Oceans….
I Dream to climb the Mountains….
I Dream to fly like Birds….
I Dream to touch the Rainbow….

I Dream to spread the Laughter….
I Dream to feed the Poor….
I Dream to alleviate the Hunger….
I Dream to love my People….

I Dream to plant a Tree….
I Dream to save a Tiger….
I Dream to let Animal roam free in jungle….
I Dream to see Life beyond earth….

I Dream to cut the Anger….
I Dream to enhance Respect for others….
I Dream for Peace amongst Hindus, Muslims, Sikhs and Christians….
I Dream to Live and let Live….

I Dream with my eyes open….
I Dream with my heart open….
I Dream with my ears open….

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Thursday, March 25, 2010

Tum Mujhe Approval Do, Mein Tumhe Performance Dunga

Tum Mujhe Approval Do, Mein Tumhe Performance Dunga

Puchha jata hain aksar mujhse, Kya hain Performance tumhari….
Puchha jata hain aksar mujhse, Kya hain Performance tumhari….
Non performance ki baat sun kar, hasti saari duniya mujh par….

Bol nahi paata, ki doshh yeh mera nahin hain,
Na hi yeh bol paata, ki doshh yeh mere boss ka hain,
Kyonki yaad hamesha rahta , woh office ka mushhurr jumla,

Ki “Office Mein Sirf Do He Usul Kaam Ke Hain”

Usul-1 “Jo Boss Kahe Wohi Sahi Hain”.
Usul-2 “Agar Boss Galat Hain, Toh Usul-1 dohrao”

Puchha jata hain aksar mujhse, Kya hain Performance tumhari….
Puchha jata hain aksar mujhse, Kya hain Performance tumhari….
Non performance ki baat sun kar, hasti saari duniya mujh par….

Gussa daba nahi paata, par akhein ho jati hain lal surkh,
Tabiyat kharabh bhi nahi kah paata, jawani ka hain josh mujh par,
Karele ka kadwe ras ka ghunt peene ki tarah, sab kuchh sah jaata hun,

Aur koshish mein lag jata har baar chupane

Nazarein ko ghumaane uppar neechee,
Aur bugleon jhakhaine daye baye,

EK Din Padhte Padhte “Bose” Ka Kissa,
Khoon khaulne lagaa tha mera,
Phad raha tha “Bose” ki Deewangee bhara vakkya,

“Tum Mujhe Khoon Do, Mein Tumhe Azadi Dunga….”

Par dimaag mein hawi ho rakha tha kuchh yeh,

“Tum Mujhe Approval Do, Mein Tumhe Performance Dunga…”

Puchha jata hain aksar mujhse, Kya hain Performance tumhari….
Puchha jata hain aksar mujhse, Kya hain Performance tumhari….
Par abh kahne se nahi chukta….
“Tum Mujhe Approval Do, Mein Tumhe Performance Dunga…”

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Mein Aur Mere Apne

Mein hun “Prakash”, “Surya” Ka..
Rahta hun iss vishwa ke Maahan Desh ‘”Arya”-Vrat’ Mein,
Maana ki “Manu” nahin hun, Aur na hi “Anant” hun,
Phir bhi “Santosh” hain, Ki mann se mein “Ajay” hun,
“Gaurav” hain iss baat ka, Ki “Ashish” hain apno ka,

Mann ki hain “Abhilasha”, Rahun hamesha “Pankaj” ki bhanti,
Par “Dheeraj” aur “Shradha” ka mishran, “Gyan” deta “Gautam” ki bhanti,
Aur kehta mujhe aksar, “Vijay” hi nahin hamesha karta “Mohit”,
“Sakshi” hain yeh “Bhaskar” iska,

“Aarchana” karta hun “Akhilesh” ki,
“Deepti” Jaala, “Neeraj” rakh, “Nitin” mann se,
Aur “Neha” mann se, Karta hun “Geetanjali” arpit,
“Tanmey” anpe uss “Brajesh” ke,

“Preeti” chahata hun, “Paritosh” nahi,
“Ruchira” meri hain, “Peeyush” mein,
Par janta hun, yeh “Amit” nahi hain,

Abh toh samaj gaye honge ki mein “Nafis” hun,
Mann se “Charu” hun, “Sudhir” hun,
Kyon karun khud ko “Mudit”,
Kyon rakhun iss “Pracheer” ko,
Bahene dun iss “Puneet” “Bhawna” ko, “Anil” ki bhanti,
Aur “Dev” ki “Prabha” se,
“Alok” kar dun iss “Vishal” aur “Lalit” samaj ko..

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Mein Karta Hun Parwah

Kya Karu, Mein Karta Hun Parwah,
Yeh Tum Ko Bhi Malum Hain, Aur Mujhko Bhi Malum,
Phir Bhi Na Janu, Yeh Tu Bhi Na Jane, Yeh Mein Bhi Na Janu,
Kyon Hote Hain Yeh Gile, Kyon Hote Hain Yeh Shikewey…

Kya Karu, Mein Karta Hun Parwah,
Tabhi Toh Kahta Hun, Tabhi Toh Samajhata Hun,
Phir Bhi Kyon Yeh, Na Raat Hoti Hai, Na Baat Hoti Hain Yeh,
Kyon Hote Ho Tum Chup, Kyon Hote Hain Hum Chup…

Kya Karu, Mein Karta Hun Parwah,
Pharmaish Bhi Tum Se Karta Hun, Aur Azmaish Bhi Tumhari Karta Hun,
Phir Bhi Tum Kyon, Har Baat Samajhti Ho, Har Baat Na Karti Kyon,
Kyon Ho Tum Aise, Kyon Hain Hum Aise…

Kya Karu, Mein Karta Hun Parwah,
Jo Na Samajhe Ke Tumhare Apne, Aur Na Samajhe Mere Apne,
Phir Bhi Tum Samajhana, Kyon Chahata Hain Dil Mera, Kyon Kahta hain Tum hi Samajhana,
Kyon Na Tum Samajho, Kyon Na Hum Samajhe…

Kya Karu, Mein Karta Hun Parwah,
Jaanta Hun Tumhare Dukh, Jaanta Hun Tumhari Takhleef,
Phir Bhi Tumhari Bhaliye, karti Hain Mujhe Rukha, Karti Hain Meri hi Bhaliye,
Kyon Na Aaj Tum Yeh Jano, Kyon Na Aaj Hum Yeh Mane…

Kya Karu, Mein Karta Hun Parwah,
Yeh Tum Ko Bhi Malum Hain, Aur Mujhko Bhi Malum,
Phir Bhi Abh Mano, Yeh Pyar Hain Hamara, Yeh Ikrar Hamara Hain Mano,
Kyon Na Hum Sweekarein, Kyon Na Hum Sweekarein…

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com

Manzil Toh Mil Hi Jayegi

Chalte chalna, chalte chalna….
Manzil toh mil hi jayegi….

Ruk ruk kar, dekhna samajhna,
Dekh ke sochna, aur samajh ke muskurana,
Aur yu hi phir aage badh jana,
Chalke rukna, ruk ke chalna,
Chalte chalna, chalte chalna….
Manzil toh mil hi jayegi….

Har cheezj mein kuchh baat hain,
Har cheezj kuchh khaas hain,
Dekhna na dekhna, samajhna na samajhna,
Yeh toh mere ander ka janjaal hain,
Chalte chalna, chalte chalna….
Manzil toh mil hi jayegi….

Sochta hun bahut, karta hun kam,
Ya karta hun bahut, aur sochta hun kam,
Aur sochne ya karne ke chakkar mein,
Iss bawanwar mein pansh jata hun,
Chalte chalna, chalte chalna….
Manzil toh mil hi jayegi….

Agar karm se santushthi milti hain,
Yadi neend ke sapne yaad nahi rahte,
Aur logon ke beech mein sukh milta hain,
Toh yehi manzil ki pehchan hain,

Toh chalte chalna, chalte chalna….
Manzil toh mil hi jayegi….

Check This Out: www.globomela.blogspot.com
Contact me: sparya_in@yahoo.com